Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

roz-e-azal se jari sazaon ka silsila

Ameeta Parsuram Meeta

roz-e-azal se jari sazaon ka silsila

Ameeta Parsuram Meeta

roz-e-azal se jaarī sazāoñ silsila

phir bhī thamā nahīñ hai ḳhatāoñ silsila

qaa.em hai ab bhī merī vafāoñ silsila

ik silsila hai un jafāoñ silsila

ab ashk-bār hote nahīñ haiñ duāoñ meñ

nākām yuuñ huā hai duāoñ silsila

paañv tale zamīñ na milā āsmāñ koī

merā safar hai jaise ḳhalāoñ silsila

āzād ho chukī huuñ har ik silsile se maiñ

le jaa.e ab kahīñ bhī havāoñ silsila

ḳhud sāḳhta ḳhudāoñ ne jiinā kiyā muhāl

rab jaane kab rukegā ḳhudāoñ silsila

muflis zindagī to hai muflis zindagī

ḳhāmosh an-kahī sadāoñ silsila

roz-e-azal se jari sazaon ka silsila

phir bhi thama nahin hai KHataon ka silsila

qaem hai ab bhi meri wafaon ka silsila

ek silsila hai un ki jafaon ka silsila

ab ashk-bar hote nahin hain duaon mein

nakaam yun hua hai duaon ka silsila

panw tale zamin na mila aasman koi

mera safar hai jaise KHalaon ka silsila

aazad ho chuki hun har ek silsile se main

le jae ab kahin bhi hawaon ka silsila

KHud saKHta KHudaon ne jina kiya muhaal

rab jaane kab rukega KHudaon ka silsila

muflis ki zindagi to hai muflis ki zindagi

KHamosh an-kahi si sadaon ka silsila

RECITATIONS

Ameeta Parsuram Meeta

Ameeta Parsuram Meeta,

00:00/00:00
Ameeta Parsuram Meeta

Roz-e-azal Ameeta Parsuram Meeta

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now