Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

nigah karne mein lagta hai kya zamana koi

Sabir Zafar

nigah karne mein lagta hai kya zamana koi

Sabir Zafar

nigāh karne meñ lagtā hai kyā zamāna koī

payambarī na sahī dukh payambarāna koī

ik-ādh baar to jaañ vārnī paḌtī hai

mohabbateñ hoñ to bantā nahīñ bahāna koī

maiñ tere daur meñ zinda huuñ ye jāntā hai

hadaf to maiñ thā magar ban gayā nishāna koī

ab is qadar bhī yahāñ zulm ko panāh na do

ye ghar girā na de dast-e-ġhā.ebāna koī

ujāltā huuñ maiñ nālain-e-pā-e-laḳht-e-jigar

ki madrase ko chalā ilm ḳhazāna koī

nigah karne mein lagta hai kya zamana koi

payambari na sahi dukh payambarana koi

ik-adh bar to jaan warni hi paDti hai

mohabbaten hon to banta nahin bahana koi

main tere daur mein zinda hun tu ye jaanta hai

hadaf to main tha magar ban gaya nishana koi

ab is qadar bhi yahan zulm ko panah na do

ye ghar gira hi na de dast-e-ghaebana koi

ujalta hun main nalain-e-pa-e-laKHt-e-jigar

ki madrase ko chala ilm ka KHazana koi

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

nigah karne mein lagta hai kya zamana koi Nomaan Shauque

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have exhausted your 5 free content pages. Please Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now