Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na KHauf-e-barq na KHauf-e-sharar lage hai mujhe

Malikzaada Manzoor Ahmad

na KHauf-e-barq na KHauf-e-sharar lage hai mujhe

Malikzaada Manzoor Ahmad

na ḳhauf-e-barq na ḳhauf-e-sharar lage hai mujhe

ḳhud apne baaġh ke phūloñ se Dar lage hai mujhe

ajiib dard rishta hai saarī duniyā meñ

kahīñ ho jaltā makāñ apnā ghar lage hai mujhe

maiñ ek jaam huuñ kis kis ke hoñT tak pahuñchūñ

ġhazab pyaas liye har bashar lage hai mujhe

tarāsh letā huuñ us se bhī aa.ine 'manzūr'

kisī ke haath patthar agar lage hai mujhe

na KHauf-e-barq na KHauf-e-sharar lage hai mujhe

KHud apne bagh ke phulon se Dar lage hai mujhe

ajib dard ka rishta hai sari duniya mein

kahin ho jalta makan apna ghar lage hai mujhe

main ek jam hun kis kis ke honT tak pahunchun

ghazab ki pyas liye har bashar lage hai mujhe

tarash leta hun us se bhi aaine 'manzur'

kisi ke hath ka patthar agar lage hai mujhe

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Malikzaada Manzoor Ahmad

Malikzaada Manzoor Ahmad

RECITATIONS

Malikzaada Manzoor Ahmad

Malikzaada Manzoor Ahmad,

Malikzaada Manzoor Ahmad

na KHauf-e-barq na KHauf-e-sharar lage hai mujhe Malikzaada Manzoor Ahmad

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now