Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

silsile toD gaya wo sabhi jate jate

Ahmad Faraz

silsile toD gaya wo sabhi jate jate

Ahmad Faraz

silsile toḌ gayā vo sabhī jaate jaate

varna itne to marāsim the ki aate jaate

shikva-e-zulmat-e-shab se to kahīñ behtar thā

apne hisse koī sham.a jalāte jaate

kitnā āsāñ thā tire hijr meñ marnā jānāñ

phir bhī ik umr lagī jaan se jaate jaate

jashn-e-maqtal na barpā huā varna ham bhī

pā-ba-jaulāñ sahī nāchte gaate jaate

is vo jaane use pās-e-vafā thā ki na thā

tum 'farāz' apnī taraf se to nibhāte jaate

silsile toD gaya wo sabhi jate jate

warna itne to marasim the ki aate jate

shikwa-e-zulmat-e-shab se to kahin behtar tha

apne hisse ki koi shama jalate jate

kitna aasan tha tere hijr mein marna jaanan

phir bhi ek umr lagi jaan se jate jate

jashn-e-maqtal hi na barpa hua warna hum bhi

pa-ba-jaulan hi sahi nachte gate jate

is ki wo jaane use pas-e-wafa tha ki na tha

tum 'faraaz' apni taraf se to nibhate jate

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Mehran Amrohi

Mehran Amrohi

Noor Jahan

Noor Jahan

Ahmad Faraz

Ahmad Faraz

RECITATIONS

Ahmad Faraz

Ahmad Faraz,

Khalid Mubashshir

Khalid Mubashshir,

00:00/00:00
Ahmad Faraz

silsile toD gaya wo sabhi jate jate Ahmad Faraz

Khalid Mubashshir

silsile toD gaya wo sabhi jate jate Khalid Mubashshir

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now