Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab yar ne raKHt-e-safar bandha kab zabt ka para us din tha

Ahmad Faraz

jab yar ne raKHt-e-safar bandha kab zabt ka para us din tha

Ahmad Faraz

jab yaar ne raḳht-e-safar bāñdhā kab zabt paarā us din thā

har dard ne dil ko sahlāyā kyā haal hamārā us din thā

jab ḳhvāb huiiñ us āñkheñ jab dhund huā us chehra

har ashk sitāra us shab thā har zaḳhm añgāra us din thā

sab yāroñ ke hote sote ham kis se gale mil kar rote

kab galiyāñ apnī galiyāñ thiiñ kab shahr hamārā us din thā

jab tujh se zarā ġhāfil Thahre har yaad ne dil par dastak

jab lab pe tumhārā naam na thā har dukh ne pukārā us din thā

ik tum 'farāz' na the tanhā ab ke to balā vājib aa.ī

ik bhiiḌ lagī thī maqtal meñ har dard maarā us din thā

jab yar ne raKHt-e-safar bandha kab zabt ka para us din tha

har dard ne dil ko sahlaya kya haal hamara us din tha

jab KHwab huin us ki aankhen jab dhund hua us ka chehra

har ashk sitara us shab tha har zaKHm angara us din tha

sab yaron ke hote sote hum kis se gale mil kar rote

kab galiyan apni galiyan thin kab shahr hamara us din tha

jab tujh se zara ghafil Thahre har yaad ne dil par dastak di

jab lab pe tumhaara nam na tha har dukh ne pukara us din tha

ek tum hi 'faraaz' na the tanha ab ke to bala wajib aai

ek bhiD lagi thi maqtal mein har dard ka mara us din tha

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Nomaan Shauque

jab yar ne raKHt-e-safar bandha kab zabt ka para us din tha Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now