Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do

Ahmad Faraz

shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do

Ahmad Faraz

MORE BYAhmad Faraz

    sho.ala thā jal-bujhā huuñ havā.eñ mujhe na do

    maiñ kab chukā huuñ sadā.eñ mujhe na do

    jo zahr chukā huuñ tumhīñ ne mujhe diyā

    ab tum to zindagī duā.eñ mujhe na do

    ye bhī baḌā karam hai salāmat hai jism abhī

    ai ḳhusravān-e-shahr qabā.eñ mujhe na do

    aisā na ho kabhī ki palaT kar na aa sakūñ

    har baar duur ke sadā.eñ mujhe na do

    kab mujh ko e'tirāf-e-mohabbat na thā 'farāz'

    kab maiñ ne ye kahā hai sazā.eñ mujhe na do

    shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do

    main kab ka ja chuka hun sadaen mujhe na do

    jo zahr pi chuka hun tumhin ne mujhe diya

    ab tum to zindagi ki duaen mujhe na do

    ye bhi baDa karam hai salamat hai jism abhi

    ai KHusrawan-e-shahr qabaen mujhe na do

    aisa na ho kabhi ki palaT kar na aa sakun

    har bar dur ja ke sadaen mujhe na do

    kab mujh ko e'tiraf-e-mohabbat na tha 'faraaz'

    kab main ne ye kaha hai sazaen mujhe na do

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Mehdi Hasan

    Mehdi Hasan

    Ahmad Faraz

    Ahmad Faraz

    RECITATIONS

    Mehdi Hasan

    Mehdi Hasan,

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Mehdi Hasan

    shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do Mehdi Hasan

    Nomaan Shauque

    shoala tha jal-bujha hun hawaen mujhe na do Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now