Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaise unhen bhulaun mohabbat jinhon ne ki

Ahmad Mushtaq

kaise unhen bhulaun mohabbat jinhon ne ki

Ahmad Mushtaq

kaise unheñ bhulā.ūñ mohabbat jinhoñ ne

mujh ko to vo bhī yaad haiñ nafrat jinhoñ ne

duniyā meñ ehtirām ke qābil vo log haiñ

ai zillat-e-vafā tirī izzat jinhoñ ne

tazīn-e-kā.enāt baa.is vahī bane

duniyā se iḳhtilāf jur.at jinhoñ ne

āsūdgān-e-manzil-e-lailā udaas haiñ

achchhe rahe, na tai ye masāfat jinhoñ ne

ahl-e-havas to ḳhair havas meñ hue zalīl

vo bhī hue ḳharāb, mohabbat jinhoñ ne

kaise unhen bhulaun mohabbat jinhon ne ki

mujh ko to wo bhi yaad hain nafrat jinhon ne ki

duniya mein ehtiram ke qabil wo log hain

ai zillat-e-wafa teri izzat jinhon ne ki

tazin-e-kaenat ka bais wahi bane

duniya se iKHtilaf ki jurat jinhon ne ki

aasudgan-e-manzil-e-laila udas hain

achchhe rahe, na tai ye masafat jinhon ne ki

ahl-e-hawas to KHair hawas mein hue zalil

wo bhi hue KHarab, mohabbat jinhon ne ki

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Nomaan Shauque

kaise unhen bhulaun mohabbat jinhon ne ki Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now