Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahte hain log shahr to ye bhi KHuda ka hai

Asad Badayuni

kahte hain log shahr to ye bhi KHuda ka hai

Asad Badayuni

MORE BYAsad Badayuni

    kahte haiñ log shahr to ye bhī ḳhudā hai

    manzar yahāñ tamām magar karbalā hai

    aate haiñ barg-o-bār daraḳhtoñ ke jism par

    tum bhī uThāo haath ki mausam duā hai

    ġhairoñ ko kyā paḌī hai ki rusvā kareñ mujhe

    in sāzishoñ meñ haath kisī āshnā hai

    ab ham visāl-e-yār se be-zār haiñ bahut

    dil jhukāv hijr jānib balā hai

    ye kyā kahā ki ahl-e-junūñ ab nahīñ rahe

    'as.ad' jo tere shahr meñ banda ḳhudā hai

    kahte hain log shahr to ye bhi KHuda ka hai

    manzar yahan tamam magar karbala ka hai

    aate hain barg-o-bar daraKHton ke jism par

    tum bhi uThao hath ki mausam dua ka hai

    ghairon ko kya paDi hai ki ruswa karen mujhe

    in sazishon mein hath kisi aashna ka hai

    ab hum visal-e-yar se be-zar hain bahut

    dil ka jhukaw hijr ki jaanib bala ka hai

    ye kya kaha ki ahl-e-junun ab nahin rahe

    'asad' jo tere shahr mein banda KHuda ka hai

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    kahte hain log shahr to ye bhi KHuda ka hai Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now