Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahin se maut ko lao ki gham ki raat kaTe

Rajendera Krishan

kahin se maut ko lao ki gham ki raat kaTe

Rajendera Krishan

Interesting Fact

Film: Khaandan (1965)

kahīñ se maut ko laao ki ġham raat kaTe

mirā sog manāo ki ġham raat kaTe

kare na pīchhā mirā zindagī ko samjhā do

ye raah us ko bhulāo ki ġham raat kaTe

kaho bahāroñ se ab shāḳh-e-dil na hogī harī

ḳhizāñ ke giit sunāo ki ġham raat kaTe

na chāra-gar zarūrat na kuchh davā hai

duā ko haath uThāo ki ġham raat kaTe

kahin se maut ko lao ki gham ki raat kaTe

mera hi sog manao ki gham ki raat kaTe

kare na pichha mera zindagi ko samjha do

ye rah us ko bhulao ki gham ki raat kaTe

kaho bahaaron se ab shaKH-e-dil na hogi hari

KHizan ke git sunao ki gham ki raat kaTe

na chaara-gar ki zarurat na kuchh dawa ki hai

dua ko hath uThao ki gham ki raat kaTe

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Mohammad Rafi

Mohammad Rafi

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now