Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo apni KHwahishon mein tu ne kuchh kami kar li

Arif Shafiq

jo apni KHwahishon mein tu ne kuchh kami kar li

Arif Shafiq

jo apnī ḳhvāhishoñ meñ ne kuchh kamī kar

to phir ye jaan ki ne payambarī kar

tujhe maiñ zindagī apnī samajh rahā thā magar

tire baġhair basar maiñ ne zindagī kar

pahuñch gayā huuñ maiñ manzil pe gardish-e-daurāñ

Thahar bhī ki bahut ne rahbarī kar

jo mere gaañv ke khetoñ meñ bhuuk ugne lagī

mire kisānoñ ne shahroñ meñ naukrī kar

jo sachchī baat thī vo maiñ ne barmalā kah

yuuñ apne dostoñ se maiñ ne dushmanī kar

mashīnī ahd meñ ehsās-e-zindagī ban kar

dukhī diloñ ke liye maiñ ne shā.erī kar

ġharīb-e-shahr to faaqe se mar gayā 'ārif'

amīr-e-shahr ne hiire se ḳhud-kushī kar

jo apni KHwahishon mein tu ne kuchh kami kar li

to phir ye jaan ki tu ne payambari kar li

tujhe main zindagi apni samajh raha tha magar

tere baghair basar main ne zindagi kar li

pahunch gaya hun main manzil pe gardish-e-dauran

Thahar bhi ja ki bahut tu ne rahbari kar li

jo mere ganw ke kheton mein bhuk ugne lagi

mere kisanon ne shahron mein naukri kar li

jo sachchi baat thi wo main ne barmala kah di

yun apne doston se main ne dushmani kar li

mashini ahd mein ehsas-e-zindagi ban kar

dukhi dilon ke liye main ne shaeri kar li

gharib-e-shahr to faqe se mar gaya 'arif'

amir-e-shahr ne hire se KHud-kushi kar li

Source :
  • Book : Ghazal Calendar-2015 (Pg. 05.09.2015)
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now