Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jin ki aankhon mein tha surur-e-ghazal

Sikandar Ali Wajd

jin ki aankhon mein tha surur-e-ghazal

Sikandar Ali Wajd

jin āñkhoñ meñ thā surūr-e-ġhazal

un ġhazāloñ yaad aatī hai

sādgī lā-javāb thī jin

un savāloñ yaad aatī hai

jaane vaale kabhī nahīñ aate

jaane vāloñ yaad aatī hai

'vajd' lutf-e-suḳhan mubārak ho

bā-kamāloñ yaad aatī hai

jin ki aankhon mein tha surur-e-ghazal

un ghazalon ki yaad aati hai

sadgi la-jawab thi jin ki

un sawalon ki yaad aati hai

jaane wale kabhi nahin aate

jaane walon ki yaad aati hai

'wajd' lutf-e-suKHan mubarak ho

ba-kamalon ki yaad aati hai

Source :
  • Book : urdu kii chunii hu.ii gazale.n (Pg. 86)
  • Publication : sahityaa parkaashak maalbaara delhi (sahityaa parkaashak maalbaara delhi)
  • Edition : 1963
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now