Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jine wale qaza se Darte hain

Shakeel Badayuni

jine wale qaza se Darte hain

Shakeel Badayuni

jiine vaale qazā se Darte haiñ

zahr kar davā se Darte haiñ

zāhidoñ ko kisī ḳhauf nahīñ

sirf kaalī ghaTā se Darte haiñ

aap jo kuchh kaheñ hameñ manzūr

nek bande ḳhudā se Darte haiñ

dushmanoñ ko sitam ḳhauf nahīñ

dostoñ vafā se Darte haiñ

azm-o-himmat ke bāvajūd 'shakīl'

ishq ibtidā se Darte haiñ

jine wale qaza se Darte hain

zahr pi kar dawa se Darte hain

zahidon ko kisi ka KHauf nahin

sirf kali ghaTa se Darte hain

aap jo kuchh kahen hamein manzur

nek bande KHuda se Darte hain

dushmanon ko sitam ka KHauf nahin

doston ki wafa se Darte hain

azm-o-himmat ke bawajud 'shakil'

ishq ki ibtida se Darte hain

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Nomaan Shauque

jine wale qaza se Darte hain Nomaan Shauque

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now