Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ji se mujhe chah hai kisi ki

Mushafi Ghulam Hamdani

ji se mujhe chah hai kisi ki

Mushafi Ghulam Hamdani

se mujhe chaah hai kisī

kyā jaane koī kisī

shāhid rahiyo ai shab-e-hijr

jhapkī nahīñ aañkh 'mus.hafī'

rone pe mire jo tum hañso ho

ye kaun baat hai hañsī

juuñ juuñ ki banāv par vo aayā

duunī huī chaah ārasī

go ab vo javāñ nahīñ pa ham se

lat jaa.e hai koī āshiqī

chāhe to shafaq ko phūñk deve

surḳhī tire rañg-e-ātishī

maiñ vādi-e-ishq meñ jo aayā

majnūñ ne mirī na ham-sarī

khāte nahīñ ab tire nusairī

saugand bhī murtazā-alī

kyā reḳhta kam hai 'mus.hafī'

aatī hai is meñ fārsī

ji se mujhe chah hai kisi ki

kya jaane koi kisi ki ji ki

shahid rahiyo tu ai shab-e-hijr

jhapki nahin aankh 'mushafi' ki

rone pe mere jo tum hanso ho

ye kaun si baat hai hansi ki

jun jun ki banaw par wo aaya

duni hui chah aarasi ki

go ab wo jawan nahin pa hum se

lat jae hai koi aashiqi ki

chahe to shafaq ko phunk dewe

surKHi tere rang-e-atishi ki

main wadi-e-ishq mein jo aaya

majnun ne meri na ham-sari ki

khate nahin ab tere nusairi

saugand bhi murtaza-ali ki

kya reKHta kam hai 'mushafi' ka

bu aati hai is mein farsi ki

Source :
  • Book : kulliyat-e-mas.hafii(divan-e-soom) (Pg. 254)
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have exhausted your 5 free content pages. Please Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now