Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab lagen zaKHm to qatil ko dua di jae

Jan Nisar Akhtar

jab lagen zaKHm to qatil ko dua di jae

Jan Nisar Akhtar

jab lageñ zaḳhm to qātil ko duā jaa.e

hai yahī rasm to ye rasm uThā jaa.e

dil vo haal huā hai ġham-e-daurāñ ke tale

jaise ik laash chaTānoñ meñ dabā jaa.e

inhīñ gul-rañg darīchoñ se sahar jhāñkegī

kyuuñ na khilte hue zaḳhmoñ ko duā jaa.e

kam nahīñ nashshe meñ jaaḌe gulābī rāteñ

aur agar terī javānī bhī milā jaa.e

ham se pūchho ki ġhazal kyā hai ġhazal fan kyā

chand lafzoñ meñ koī aag chhupā jaa.e

jab lagen zaKHm to qatil ko dua di jae

hai yahi rasm to ye rasm uTha di jae

dil ka wo haal hua hai gham-e-dauran ke tale

jaise ek lash chaTanon mein daba di jae

inhin gul-rang darichon se sahar jhankegi

kyun na khilte hue zaKHmon ko dua di jae

kam nahin nashshe mein jaDe ki gulabi raaten

aur agar teri jawani bhi mila di jae

hum se puchho ki ghazal kya hai ghazal ka fan kya

chand lafzon mein koi aag chhupa di jae

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

jab lagen zaKHm to qatil ko dua di jae Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now