Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hamein saliqa na aaya jahan mein jine ka

Farigh Bukhari

hamein saliqa na aaya jahan mein jine ka

Farigh Bukhari

hameñ salīqa na aayā jahāñ meñ jiine

kabhī kiyā na koī kaam bhī qarīne

tumhāre saath us ko bhī Duub jaanā hai

ye jāntā hai musāfir tire safīne

kuchh us saath nibhānā muhāl thā yuuñ bhī

hamārā apnā thā andāz ek jiine

saḳhāvatoñ ne gohar-sāz kar diyā hai unheñ

koī sadaf nahīñ mohtāj ābgīne

hamein saliqa na aaya jahan mein jine ka

kabhi kiya na koi kaam bhi qarine ka

tumhaare sath hi us ko bhi Dub jaana hai

ye jaanta hai musafir tere safine ka

kuchh us ka sath nibhana muhaal tha yun bhi

hamara apna tha andaz ek jine ka

saKHawaton ne gohar-saz kar diya hai unhen

koi sadaf nahin mohtaj aabgine ka

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now