Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bahte dariyaon mein pani ki kami dekhna hai

Shahryar

bahte dariyaon mein pani ki kami dekhna hai

Shahryar

bahte dariyāoñ meñ paanī kamī dekhnā hai

umr bhar mujh ko yahī tishna-labī dekhnā hai

rañj dil ko hai ki bhar ke nahīñ dekhā tujhe

ḳhauf is thā jo ā.inda kabhī dekhnā hai

shab tārīkī dar-e-ḳhvāb hamesha ko band

chand din ba.ad to duniyā meñ yahī dekhnā hai

ḳhuun ke qatroñ ne tūfān uThā rakkhā hai

ab rag-o-pai meñ mujhe barf jamī dekhnā hai

kis tarah reñgne lagte haiñ ye chalte hue log

yaaro kal dekhoge aaj abhī dekhnā hai

bahte dariyaon mein pani ki kami dekhna hai

umr bhar mujh ko yahi tishna-labi dekhna hai

ranj dil ko hai ki ji bhar ke nahin dekha tujhe

KHauf is ka tha jo aainda kabhi dekhna hai

shab ki tariki dar-e-KHwab hamesha ko band

chand din baad to duniya mein yahi dekhna hai

KHun ke qatron ne tufan uTha rakkha hai

ab rag-o-pai mein mujhe barf jami dekhna hai

kis tarah rengne lagte hain ye chalte hue log

yaro kal dekhoge ya aaj abhi dekhna hai

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now