raat taswir numudar hui aankhon mein
raat tasvīr numūdār huī āñkhoñ meñ
sub.h ke sāmne dīvār huī āñkhoñ meñ
matl.a-e-dil pe phir ik chāñd pighal jā.egā
aaj ik tez chamak ḳhaar huī āñkhoñ meñ
aa tujhe laal karūñ zard-ruḳhī bint-e-ḳhizāñ
surḳh sailāb kī yalġhār huī āñkhoñ meñ
raat taswir numudar hui aankhon mein
subh ke samne diwar hui aankhon mein
matla-e-dil pe phir ek chand pighal jaega
aaj ek tez chamak KHar hui aankhon mein
aa tujhe lal karun zard-ruKHi bint-e-KHizan
surKH sailab ki yalghaar hui aankhon mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.