Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sahr-e-gah-e-id mein daur-e-subu tha

Meer Taqi Meer

sahr-e-gah-e-id mein daur-e-subu tha

Meer Taqi Meer

sahr-e-gah-e-īd meñ daur-e-subū thā

par apne jaam meñ tujh bin lahū thā

ġhalat thā aap se ġhāfil guzarnā

na samjhe ham ki is qālib meñ thā

chaman vaz' ne ham ko kyā daaġh

ki har ġhuncha dil-e-pur-ārzū thā

gulo-ā.īnā kyā ḳhurshīd-o-mah kyā

jidhar dekhā tidhar terā thā

karoge yaad bāteñ to kahoge

ki koī rafta-e-bisyār-go thā

jahāñ par hai fasāne se hamāre

dimāġh-e-ishq ham ko bhī kabhū thā

magar dīvāna thā gul bhī kisū

ki pairāhan meñ so jaagā rafū thā

kahīñ kyā baal tere khul ga.e the

ki jhoñkā baav kuchh mushkbū thā

na dekhā 'mīr' āvāra ko lekin

ġhubār ik nā-tavāñ kū-ba-kū thā

sahr-e-gah-e-id mein daur-e-subu tha

par apne jam mein tujh bin lahu tha

ghalat tha aap se ghafil guzarna

na samjhe hum ki is qalib mein tu tha

chaman ki waz' ne hum ko kya dagh

ki har ghuncha dil-e-pur-arzu tha

gulo-aina kya KHurshid-o-mah kya

jidhar dekha tidhar tera hi ru tha

karoge yaad baaten to kahoge

ki koi rafta-e-bisyar-go tha

jahan par hai fasane se hamare

dimagh-e-ishq hum ko bhi kabhu tha

magar diwana tha gul bhi kisu ka

ki pairahan mein so jaga rafu tha

kahin kya baal tere khul gae the

ki jhonka baw ka kuchh mushkbu tha

na dekha 'mir' aawara ko lekin

ghubar ek na-tawan sa ku-ba-ku tha

RECITATIONS

Shamsur Rahman Faruqi

Shamsur Rahman Faruqi,

Shamsur Rahman Faruqi

sahr-e-gah-e-id mein daur-e-subu tha Shamsur Rahman Faruqi

Source :
  • Book : MIRIYAAT - Diwan No- 1, Ghazal No- 0070

Tagged Under

Eid
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now