Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aai eid wa dil mein nahin kuchh hawa-e-eid

Shaikh Zahuruddin Hatim

aai eid wa dil mein nahin kuchh hawa-e-eid

Shaikh Zahuruddin Hatim

aa.ī eid va dil meñ nahīñ kuchh havā-e-eid

ai kaash mere paas aatā bajā.e eid

qurbān sau tarah se kiyā tujh par aap ko

bhī kabhū to jaan na aayā bajā.e eid

jitne haiñ jāma-zeb jahāñ meñ sabhoñ ke biich

sajtī hai tere bar meñ sarāpā qabā-e-eid

aai eid wa dil mein nahin kuchh hawa-e-eid

ai kash mere pas tu aata bajae eid

qurban sau tarah se kiya tujh par aap ko

tu bhi kabhu to jaan na aaya bajae eid

jitne hain jama-zeb jahan mein sabhon ke bich

sajti hai tere bar mein sarapa qaba-e-eid

Source :
  • Book : Diwan Zadah (Pg. 168)

Tagged Under

Eid
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now