Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dikhawa hi karna hai to phir baDa kar

Anant Gupta

dikhawa hi karna hai to phir baDa kar

Anant Gupta

dikhāvā karnā hai to phir baḌā kar

shā.ir nahīñ ḳhud ko āshiq kahā kar

yuuñ shāḳhoñ sautan khaḌī mat huā kar

shajar kamar se kamar lagā kar

badan se uchhal kar nikal aa.egī ruuh

mire ḳhvāb meñ ġhair ko mat chhuā kar

bahut der kar ye kahne meñ maiñ ne

zarā to suno mujh ko itnā sunā kar

jise dekhiye ḳhaak ho jā.egā vo

nazar meñ 'anant' ashk haiñ kul milā kar

dikhawa hi karna hai to phir baDa kar

tu shair nahin KHud ko aashiq kaha kar

yun shaKHon ki sautan khaDi mat hua kar

shajar ki kamar se kamar tu laga kar

badan se uchhal kar nikal aaegi ruh

mere KHwab mein ghair ko mat chhua kar

bahut der kar di ye kahne mein main ne

zara to suno mujh ko itna suna kar

jise dekhiye KHak ho jaega wo

nazar mein 'anant' ashk hain kul mila kar

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now