Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

bhule se mohabbat kar baiTha, nadan tha bechaara, dil hi to hai

Sahir Ludhianvi

bhule se mohabbat kar baiTha, nadan tha bechaara, dil hi to hai

Sahir Ludhianvi

MORE BYSahir Ludhianvi

    bhūle se mohabbat kar baiThā, nādāñ thā bechārā, dil to hai

    har dil se ḳhatā ho jaatī hai, bigḌo na ḳhudārā, dil to hai

    is tarah nigāheñ mat phero, aisā na ho dhaḌkan ruk jaa.e

    siine meñ koī patthar to nahīñ ehsās mārā, dil to hai

    jazbāt bhī hindū hote haiñ chāhat bhī musalmāñ hotī hai

    duniyā ishāra thā lekin samjhā na ishārā, dil to hai

    bedād-garoñ Thokar se sab ḳhvāb suhāne chuur hue

    ab dil sahārā ġham to hai ab ġham sahārā dil to hai

    bhule se mohabbat kar baiTha, nadan tha bechaara, dil hi to hai

    har dil se KHata ho jati hai, bigDo na KHudara, dil hi to hai

    is tarah nigahen mat phero, aisa na ho dhaDkan ruk jae

    sine mein koi patthar to nahin ehsas ka mara, dil hi to hai

    jazbaat bhi hindu hote hain chahat bhi musalman hoti hai

    duniya ka ishaara tha lekin samjha na ishaara, dil hi to hai

    bedad-garon ki Thokar se sab KHwab suhane chur hue

    ab dil ka sahaara gham hi to hai ab gham ka sahaara dil hi to hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Mukesh

    Mukesh

    Source :
    • Book : Kulliyat-e-Sahir Ludhianvi (Pg. 313)
    • Author : SAHIR LUDHIANVI
    • Publication : Farid Book Depot (Pvt.) Ltd

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now