Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

badan ki oT se takne laga hai

Prem Kumar Nazar

badan ki oT se takne laga hai

Prem Kumar Nazar

badan oT se takne lagā hai

vo apnā zā.iqa chakhne lagā hai

muñDeroñ par parinde chahchahā.e

pas-e-dīvār phal pakne lagā hai

bahut lambī masāfat hai badan

musāfir mubtadī thakne lagā hai

use andhā safar kyā raas aayā

qadam be-sāḳhta rakhne lagā hai

badan ki oT se takne laga hai

wo apna zaiqa chakhne laga hai

munDeron par parinde chahchahae

pas-e-diwar phal pakne laga hai

bahut lambi masafat hai badan ki

musafir mubtadi thakne laga hai

use andha safar kya ras aaya

qadam be-saKHta rakhne laga hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now