Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jita hai sirf tere liye kaun mar ke dekh

Adil Mansuri

jita hai sirf tere liye kaun mar ke dekh

Adil Mansuri

jiitā hai sirf tere liye kaun mar ke dekh

ik roz merī jaan ye harkat bhī kar ke dekh

manzil yahīñ hai aam ke peḌoñ chhāñv meñ

ai shahsavār ghoḌe se nīche utar ke dekh

TuuTe paḌe haiñ kitne ujāloñ ke ustuḳhvāñ

sāya-numā añdhere ke andar utar ke dekh

phūloñ tañg-dāmanī tazkira na kar

ḳhushbū tarah mauj-e-sabā meñ bikhar ke dekh

tujh par khuleñge maut sarhad ke rāste

himmat agar hai us galī se guzar ke dekh

dariyā vus.atoñ se use nāpte nahīñ

tanhā.ī kitnī gahrī hai ik jaam bhar ke dekh

jita hai sirf tere liye kaun mar ke dekh

ek roz meri jaan ye harkat bhi kar ke dekh

manzil yahin hai aam ke peDon ki chhanw mein

ai shahsawar ghoDe se niche utar ke dekh

TuTe paDe hain kitne ujalon ke ustuKHwan

saya-numa andhere ke andar utar ke dekh

phulon ki tang-damani ka tazkira na kar

KHushbu ki tarah mauj-e-saba mein bikhar ke dekh

tujh par khulenge maut ki sarhad ke raste

himmat agar hai us ki gali se guzar ke dekh

dariya ki wusaton se use napte nahin

tanhai kitni gahri hai ek jam bhar ke dekh

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

jita hai sirf tere liye kaun mar ke dekh Nomaan Shauque

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have exhausted your 5 free content pages. Please Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now