Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ab dil ki taraf dard ki yalghaar bahut hai

Farhat Ehsas

ab dil ki taraf dard ki yalghaar bahut hai

Farhat Ehsas

MORE BYFarhat Ehsas

    ab dil taraf dard yalġhār bahut hai

    duniyā mire zaḳhmoñ talabgār bahut hai

    ab TuuT rahā hai mirī hastī tasavvur

    is vaqt mujhe tujh se sarokār bahut hai

    miTTī ye dīvār kahīñ TuuT na jaa.e

    roko ki mire ḳhuun raftār bahut hai

    har saañs ukhaḌ jaane koshish meñ pareshāñ

    siine meñ koī hai jo giraftār bahut hai

    paanī se ulajhte hue insān ye shor

    us paar bhī hogā magar is paar bahut hai

    ab dil ki taraf dard ki yalghaar bahut hai

    duniya mere zaKHmon ki talabgar bahut hai

    ab TuT raha hai meri hasti ka tasawwur

    is waqt mujhe tujh se sarokar bahut hai

    miTTi ki ye diwar kahin TuT na jae

    roko ki mere KHun ki raftar bahut hai

    har sans ukhaD jaane ki koshish mein pareshan

    sine mein koi hai jo giraftar bahut hai

    pani se ulajhte hue insan ka ye shor

    us par bhi hoga magar is par bahut hai

    RECITATIONS

    Farhat Ehsas

    Farhat Ehsas,

    Farhat Ehsas

    ab dil ki taraf dard ki yalghaar bahut hai Farhat Ehsas

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now