Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aayat-e-husn ki jab maine tilawat ki thi

Ammar Yasir Migsi

aayat-e-husn ki jab maine tilawat ki thi

Ammar Yasir Migsi

āyat-e-husn jab maiñ ne tilāvat thī

ishq ne aa ke mire haath pe bai.at thī

jab subūt aur zamāna thā mohabbat ke ḳhilāf

maiñ ne us vaqt zuleḳhā himāyat thī

mujh ko marne na diyā sher utāre mujh par

ishq ne bas ye mire saath ri.āyat thī

garm bāzār hai dil to ḳhasāra sahī

tai ḳharīdār se maiñ ne yahī qīmat thī

tum jo phir pūchhne aa.e ho unhī bātoñ

maiñ ne chup rah ke ka.ī baar vazāhat thī

aayat-e-husn ki jab main ne tilawat ki thi

ishq ne aa ke mere hath pe baiat ki thi

jab subut aur zamana tha mohabbat ke KHilaf

main ne us waqt zuleKHa ki himayat ki thi

mujh ko marne na diya sher utare mujh par

ishq ne bas ye mere sath riayat ki thi

garm bazar hai dil ka to KHasara hi sahi

tai KHaridar se main ne yahi qimat ki thi

tum jo phir puchhne aae ho unhi baaton ki

main ne chup rah ke kai bar wazahat ki thi

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now