aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aashiyane ki baat karte ho

Javed Quraishi

aashiyane ki baat karte ho

Javed Quraishi

MORE BYJaved Quraishi

    āshiyāne baat karte ho

    dil jalāne baat karte ho

    you talk of nests and refuges again

    you talk of very things that cause me pain

    saarī duniyā ke ranj-o-ġham de kar

    muskurāne baat karte ho

    after giving me a world of pain

    smiling then you ask me to remain

    ham ko apnī ḳhabar nahīñ yaaro

    tum zamāne baat karte ho

    Friends when I have no clue about myself

    you talk to me about the world in vain

    zikr merā sunā to chaḌh ke kahā

    kis divāne baat karte ho

    my mention makes her churlishly complain

    why do you talk of him? he is insane

    hādsa thā guzar gayā hogā

    kis ke jaane baat karte ho

    it was an accident it would have passed

    her love for me why do you now explain

    aashiyane ki baat karte ho

    dil jalane ki baat karte ho

    you talk of nests and refuges again

    you talk of very things that cause me pain

    sari duniya ke ranj-o-gham de kar

    muskurane ki baat karte ho

    after giving me a world of pain

    smiling then you ask me to remain

    hum ko apni KHabar nahin yaro

    tum zamane ki baat karte ho

    Friends when I have no clue about myself

    you talk to me about the world in vain

    zikr mera suna to chaDh ke kaha

    kis diwane ki baat karte ho

    my mention makes her churlishly complain

    why do you talk of him? he is insane

    hadsa tha guzar gaya hoga

    kis ke jaane ki baat karte ho

    it was an accident it would have passed

    her love for me why do you now explain

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Ali Sethi

    Ali Sethi

    Farida Khanum

    Farida Khanum

    Source:

    Junoon (Pg. 127)

    • Author: Naseem Muqri
      • Edition: 1990
      • Publisher: Naseem Muqri
      • Year of Publication: 1990
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now