aasmaano.n se utaaraa nuur hai ko.ii
Interesting Fact
Drama:Dastaan 2010
aasmaano.n se utaaraa nuur hai ko.ii
aisaa lagtaa hai ki huur hai ko.ii
chaltii hai to sang tere chandaa bhii chaltaa hai
ha.nstii hai to sang tere phuul khil jaataa hai
tuu jo palke.n jhukaa.e to saaya Dhaltaa hai
aasmaano.n se utaaraa nuur hai ko.ii
saagar sii aa.nkho.n me.n terii nasha saa chhaayaa hai
mahkii sii saa.nso.n me.n terii KHushbuu ko jagaayaa hai
tuu jo chehra uThaa.e to din nikaltaa hai

Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.