Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi apna safar tai to karegi lekin

Ameeta Parsuram Meeta

zindagi apna safar tai to karegi lekin

Ameeta Parsuram Meeta

zindagī apnā safar tai to karegī lekin

ham-safar aap jo hote to mazā aur thā

ka.aba o dair meñ ab DhūñD rahī hai duniyā

jo dil o jaan meñ bastā thā ḳhudā aur thā

ab ye aalam hai ki daulat nasha taarī hai

jo kabhī ishq ne baḳhshā thā nasha aur thā

duur se yūñhī lagā thā ki bahut duurī hai

jab qarīb aa.e to jaanā ki gilā aur thā

mere dil ne to tujhe aur dastak thī

ne ai jaan jo samjhā jo sunā aur thā

zindagi apna safar tai to karegi lekin

ham-safar aap jo hote to maza aur hi tha

kaba o dair mein ab DhunD rahi hai duniya

jo dil o jaan mein basta tha KHuda aur hi tha

ab ye aalam hai ki daulat ka nasha tari hai

jo kabhi ishq ne baKHsha tha nasha aur hi tha

dur se yunhi laga tha ki bahut duri hai

jab qarib aae to jaana ki gila aur hi tha

mere dil ne to tujhe aur hi dastak di thi

tu ne ai jaan jo samjha jo suna aur hi tha

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now