Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

suni hai chap bahut waqt ke guzarne ki

Ajmal Siraj

suni hai chap bahut waqt ke guzarne ki

Ajmal Siraj

sunī hai chaap bahut vaqt ke guzarne

magar ye zaḳhm ki hasrat hai jis ke bharne

hamāre sar pe to ye āsmān TuuT paḌā

ghaḌī jab aa.ī sitāroñ se maañg bharne

girah meñ daam to rakhte haiñ zahr khāne ko

ye aur baat ki fursat nahīñ hai marne

bahut malāl hai tujh ko na dekh paane

bahut ḳhushī hai tirī raah se guzarne

batāo tum se kahāñ rābta kiyā jaa.e

kabhī jo tum se zarūrat ho baat karne

suni hai chap bahut waqt ke guzarne ki

magar ye zaKHm ki hasrat hai jis ke bharne ki

hamare sar pe to ye aasman TuT paDa

ghaDi jab aai sitaron se mang bharne ki

girah mein dam to rakhte hain zahr khane ko

ye aur baat ki fursat nahin hai marne ki

bahut malal hai tujh ko na dekh pane ka

bahut KHushi hai teri rah se guzarne ki

batao tum se kahan rabta kiya jae

kabhi jo tum se zarurat ho baat karne ki

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now