Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

siyah raat nahin leti nam Dhalne ka

Shahryar

siyah raat nahin leti nam Dhalne ka

Shahryar

siyāh raat nahīñ letī naam Dhalne

yahī to vaqt hai sūraj tire nikalne

yahāñ se guzre haiñ guzreñge ham se ahl-e-vafā

ye rāsta nahīñ parchhā.iyoñ ke chalne

kahīñ na sab ko samundar bahā ke le jaa.e

ye khel ḳhatm karo kashtiyāñ badalne

bigaḌ gayā jo ye naqsha havas ke hāthoñ se

to phir kisī ke sambhāle nahīñ sambhalne

zamīñ ne kar liyā kyā tīrgī se samjhautā

ḳhayāl chhoḌ chuke kyā charāġh jalne

siyah raat nahin leti nam Dhalne ka

yahi to waqt hai suraj tere nikalne ka

yahan se guzre hain guzrenge hum se ahl-e-wafa

ye rasta nahin parchhaiyon ke chalne ka

kahin na sab ko samundar baha ke le jae

ye khel KHatm karo kashtiyan badalne ka

bigaD gaya jo ye naqsha hawas ke hathon se

to phir kisi ke sambhaale nahin sambhalne ka

zamin ne kar liya kya tirgi se samjhauta

KHayal chhoD chuke kya charagh jalne ka

Source :
  • Book : sooraj ko nikalta dekhoon (Pg. 471)

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now