Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rah-o-rasm-e-ibtidai dekh li

Jagat Mohan Lal Ravan

rah-o-rasm-e-ibtidai dekh li

Jagat Mohan Lal Ravan

rāh-o-rasm-e-ibtidā.ī dekh

intihā-e-bevafā.ī dekh

sāmne tārīf ġhībat meñ gila

aap ke dil safā.ī dekh

ab nahīñ milnā kisī se bhī pasand

sab achchhā.ī burā.ī dekh

naam bhī dāman pe surḳhī nahīñ

diida o dil kamā.ī dekh

be-ḳhabar haiñ vo mire hālāt se

nāla-e-dil rasā.ī dekh

ishq apnā hai faqat itnā 'ravāñ'

achchhī sūrat aage aa.ī dekh

rah-o-rasm-e-ibtidai dekh li

intiha-e-bewafai dekh li

samne tarif ghibat mein gila

aap ke dil ki safai dekh li

ab nahin milna kisi se bhi pasand

sab ki achchhai burai dekh li

nam bhi daman pe surKHi ka nahin

dida o dil ki kamai dekh li

be-KHabar hain wo mere haalat se

nala-e-dil ki rasai dekh li

ishq apna hai faqat itna 'rawan'

achchhi surat aage aai dekh li

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

rah-o-rasm-e-ibtidai dekh li Nomaan Shauque

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have exhausted your 5 free content pages. Please Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now