Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na ji bhar ke dekha na kuchh baat ki

Bashir Badr

na ji bhar ke dekha na kuchh baat ki

Bashir Badr

na bhar ke dekhā na kuchh baat

baḌī aarzū thī mulāqāt

ujāloñ pariyāñ nahāne lagīñ

nadī gungunā.ī ḳhayālāt

maiñ chup thā to chaltī havā ruk ga.ī

zabāñ sab samajhte haiñ jazbāt

muqaddar mirī chashm-e-pur-āb

barastī huī raat barsāt

ka.ī saal se kuchh ḳhabar nahīñ

kahāñ din guzārā kahāñ raat

na ji bhar ke dekha na kuchh baat ki

baDi aarzu thi mulaqat ki

ujalon ki pariyan nahane lagin

nadi gungunai KHayalat ki

main chup tha to chalti hawa ruk gai

zaban sab samajhte hain jazbaat ki

muqaddar meri chashm-e-pur-ab ka

barasti hui raat barsat ki

kai sal se kuchh KHabar hi nahin

kahan din guzara kahan raat ki

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Noor Jahan

Noor Jahan

Source :
  • Book : Aasman (Pg. 75)
  • Author : Bashir Badar
  • Publication : M.R Publications (2011)
  • Edition : 2011

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now