Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kya kahun us se ki jo baat samajhta hi nahin

Fatima Hasan

kya kahun us se ki jo baat samajhta hi nahin

Fatima Hasan

MORE BYFatima Hasan

    kyā kahūñ us se ki jo baat samajhtā nahīñ

    vo to milne ko mulāqāt samajhtā nahīñ

    ham ne dekhā hai faqat ḳhvāb khulī āñkhoñ se

    ḳhvāb thī vasl vo raat samajhtā nahīñ

    maiñ ne pahuñchāyā use jiit ke har ḳhāne meñ

    merī baazī thī mirī maat samajhtā nahīñ

    raat purvā.ī ne us ko bhī jagāyā hogā

    raat kyuuñ kaT na sakī raat samajhtā nahīñ

    shā.erī koī andāz samajhtā hai inheñ

    vo mohabbat rivāyāt samajhtā nahīñ

    kya kahun us se ki jo baat samajhta hi nahin

    wo to milne ko mulaqat samajhta hi nahin

    hum ne dekha hai faqat KHwab khuli aankhon se

    KHwab thi wasl ki wo raat samajhta hi nahin

    main ne pahunchaya use jit ke har KHane mein

    meri bazi thi meri mat samajhta hi nahin

    raat purwai ne us ko bhi jagaya hoga

    raat kyun kaT na saki raat samajhta hi nahin

    shaeri ka koi andaz samajhta hai inhen

    wo mohabbat ki riwayat samajhta hi nahin

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Fatima Hasan

    Fatima Hasan

    RECITATIONS

    Fatima Hasan

    Fatima Hasan,

    Fatima Hasan

    kya kahun us se ki jo baat samajhta hi nahin Fatima Hasan

    Source :
    • Book : Beesveen Sadi Ki Behtareen Ishqiya Ghazlen (Pg. 168)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now