Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh tasawir bol paDti hain

Anjum Khayali

kuchh tasawir bol paDti hain

Anjum Khayali

kuchh tasāvīr bol paḌtī haiñ

sab sab be-zabāñ nahīñ hotīñ

apnī muTThī na bhīñch kar rakkho

titliyāñ saḳht-jāñ nahīñ hotīñ

laḌkiyoñ meñ bas ek ḳhāmī hai

ye dobāra javāñ nahīñ hotīñ

kuchh tasawir bol paDti hain

sab ki sab be-zaban nahin hotin

apni muTThi na bhinch kar rakkho

titliyan saKHt-jaan nahin hotin

laDkiyon mein bas ek KHami hai

ye dobara jawan nahin hotin

Source :
  • Book : اردو غزل کا مغربی دریچہ(یورپ اور امریکہ کی اردو غزل کا پہلا معتبر ترین انتخاب) (Pg. 168)
  • Publication : کتاب سرائے بیت الحکمت لاہور کا اشاعتی ادارہ
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now