Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kuchh bhi ho ye to mere yar nahin ho sakta

Mansoor Usmani

kuchh bhi ho ye to mere yar nahin ho sakta

Mansoor Usmani

kuchh bhī ho ye to mire yaar nahīñ ho saktā

maiñ tirā hāshiya-bardār nahīñ ho saktā

dil se tum to rahe ho magar itnā sun lo

ye darīcha kabhī dīvār nahīñ ho saktā

rasm-e-iz.hār-e-mohabbat meñ zarūrī sahī

ye tamāshā sar-e-bāzār nahīñ ho saktā

vasl chaah karūñ hijr meñ bhī aah bharūñ

ye mire ishq me.aar nahīñ ho saktā

apnī tārīf sunī hai to ye sach bhī sun le

tujh se achchhā tirā kirdār nahīñ ho saktā

kuchh bhi ho ye to mere yar nahin ho sakta

main tera hashiya-bardar nahin ho sakta

dil se tum ja to rahe ho magar itna sun lo

ye daricha kabhi diwar nahin ho sakta

rasm-e-izhaar-e-mohabbat mein zaruri hi sahi

ye tamasha sar-e-bazar nahin ho sakta

wasl ki chah karun hijr mein bhi aah bharun

ye mere ishq ka mear nahin ho sakta

apni tarif suni hai to ye sach bhi sun le

tujh se achchha tera kirdar nahin ho sakta

Source :
  • Book : Kashmakash (Pg. 30)
  • Author : Mansoor Usmani
  • Publication : Najma House, Baradari, Moradabad (2007)
  • Edition : 2007
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now