Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kisi ki yaad mein aankhon ko lal kya karna

Hasan Abbas Raza

kisi ki yaad mein aankhon ko lal kya karna

Hasan Abbas Raza

kisī yaad meñ āñkhoñ ko laal kyā karnā

jise bichhaḌnā thā us malāl kyā karnā

hameñ to us judā.ī 'azīz rakhnī hai

ye jāh-o-hashmat o māl-o-manāl kyā karnā

mohabbateñ to faqat intihā.eñ māñgtī haiñ

mohabbatoñ meñ bhalā e'tidāl kyā karnā

ye kār-e-'ishq to bachchoñ khel Thahrā hai

so kār-e-'ishq meñ koī kamāl kyā karnā

vo rābte jo kiye ḳhud kal-adam ham ne

na.e sire se phir un ko bahāl kyā karnā

kisi ki yaad mein aankhon ko lal kya karna

jise bichhaDna tha us ka malal kya karna

hamein to us ki judai 'aziz rakhni hai

ye jah-o-hashmat o mal-o-manal kya karna

mohabbaten to faqat intihaen mangti hain

mohabbaton mein bhala e'tidal kya karna

ye kar-e-'ishq to bachchon ka khel Thahra hai

so kar-e-'ishq mein koi kamal kya karna

wo rabte jo kiye KHud hi kal-adam hum ne

nae sire se phir un ko bahaal kya karna

Source :
  • Book : Need Musafir (Pg. 67)
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now