Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

junun-nawaz safar ka KHayal kyun aaya

Aziz Ahmad Khan Shafaq

junun-nawaz safar ka KHayal kyun aaya

Aziz Ahmad Khan Shafaq

junūñ-navāz safar ḳhayāl kyuuñ aayā

kisī rāhguzar ḳhayāl kyuuñ aayā

na jaane kaun apāhij banā rahā hai hameñ

safar meñ tark-e-safar ḳhayāl kyuuñ aayā

junūñ ko terī zarūrat kyuuñ huā ehsās

safar-guzār ko ghar ḳhayāl kyuuñ aayā

bahut dinoñ se idhar us ko yaad bhī na kiyā

bahut dinoñ se udhar ḳhayāl kyuuñ aayā

yahāñ to aur bhī rahte haiñ ahl-e-dard 'shafaq'

tumheñ paḌos ke ghar ḳhayāl kyuuñ aayā

junun-nawaz safar ka KHayal kyun aaya

kisi ki rahguzar ka KHayal kyun aaya

na jaane kaun apahij bana raha hai hamein

safar mein tark-e-safar ka KHayal kyun aaya

junun ko teri zarurat ka kyun hua ehsas

safar-guzar ko ghar ka KHayal kyun aaya

bahut dinon se idhar us ko yaad bhi na kiya

bahut dinon se udhar ka KHayal kyun aaya

yahan to aur bhi rahte hain ahl-e-dard 'shafaq'

tumhein paDos ke ghar ka KHayal kyun aaya

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now