Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jis samay tera asar tha mujh mein

Ahmad Khayal

jis samay tera asar tha mujh mein

Ahmad Khayal

MORE BYAhmad Khayal

    jis samay terā asar thā mujh meñ

    baat karne hunar thā mujh meñ

    sub.h hote sabhī ne dekhā

    koī hadd-e-nazar thā mujh meñ

    maañ batātī hai ki bachpan ke samay

    kisī aaseb Dar thā mujh meñ

    jo bhī aayā kabhī vāpas na gayā

    aisī chāhat bhañvar thā mujh meñ

    maiñ thā sadiyoñ ke safar meñ 'ahmad'

    aur sadiyoñ safar thā mujh meñ

    jis samay tera asar tha mujh mein

    baat karne ka hunar tha mujh mein

    subh hote hi sabhi ne dekha

    koi ta hadd-e-nazar tha mujh mein

    man batati hai ki bachpan ke samay

    kisi aaseb ka Dar tha mujh mein

    jo bhi aaya kabhi wapas na gaya

    aisi chahat ka bhanwar tha mujh mein

    main tha sadiyon ke safar mein 'ahmad'

    aur sadiyon ka safar tha mujh mein

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now