Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ji tarasta hai yar ki KHatir

Shaikh Zahuruddin Hatim

ji tarasta hai yar ki KHatir

Shaikh Zahuruddin Hatim

tarastā hai yaar ḳhātir

uus siiñ bos-o-kanār ḳhātir

tere aane se ḳhushī hai dil

juuñ ki bulbul bahār ḳhātir

ham siiñ mastoñ ko bas hai terī nigāh

toḌne kuuñ ḳhumār ḳhātir

bas hai uus sañg-dil naqsh-e-qadam

merī lauh-e-mazār ḳhātir

umr guzrī ki haiñ khulī 'hātim'

chashm-e-dil intizār ḳhātir

ji tarasta hai yar ki KHatir

us sin bos-o-kanar ki KHatir

tere aane se yu KHushi hai dil

jun ki bulbul bahaar ki KHatir

hum sin maston ko bas hai teri nigah

toDne kun KHumar ki KHatir

bas hai us sang-dil ka naqsh-e-qadam

meri lauh-e-mazar ki KHatir

umr guzri ki hain khuli 'hatim'

chashm-e-dil intizar ki KHatir

RECITATIONS

Fasih Akmal

Fasih Akmal,

00:00/00:00
Fasih Akmal

ji tarasta hai yar ki KHatir Fasih Akmal

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now