Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jalti bujhti si rahguzar jaise

Ahmad Ziya

jalti bujhti si rahguzar jaise

Ahmad Ziya

MORE BYAhmad Ziya

    jaltī bujhtī rahguzar jaise

    zindagī duur safar jaise

    is qadar pur-ḳhulūs lahja hai

    us se milnā hai umr bhar jaise

    is mohalle meñ ik javāñ laḌkī

    biich aḳhbār meñ ḳhabar jaise

    ek mānūs sadā gūñjī

    duur yādoñ ik nagar jaise

    jalti bujhti si rahguzar jaise

    zindagi dur ka safar jaise

    is qadar pur-KHulus lahja hai

    us se milna hai umr bhar jaise

    is mohalle mein ek jawan laDki

    bich aKHbar mein KHabar jaise

    ek manus si sada gunji

    dur yaadon ka ek nagar jaise

    Source :
    • Book : shahr-e-sanam (Pg. 20)
    • Author : ahmad ziyaa
    • Publication : zahid bashiir printer lahore (1998)
    • Edition : 1998
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now