Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hum koi nadan nahin ki bachchon ki si baat karen

Aziz Bano Darab Wafa

hum koi nadan nahin ki bachchon ki si baat karen

Aziz Bano Darab Wafa

ham koī nādān nahīñ ki bachchoñ baat kareñ

jiinā koī khel nahīñ hai baiTho tuk baat kareñ

shiv to nahīñ ham phir bhī ham ne duniyā bhar ke zahr piye

itnī kaḌvāhaT hai muñh meñ kaise mīThī baat kareñ

ham ne sab ko muflis ke toḌ diyā dil kashkol

ham ko koī kyā de degā kyuuñ muñh-dekhī baat kareñ

ham ne kab ye gur sīkhā ham Thahre sīdhe-sāde log

jis jaisī fitrat dekheñ us se vaisī baat kareñ

hum koi nadan nahin ki bachchon ki si baat karen

jina koi khel nahin hai baiTho tuk ki baat karen

shiw to nahin hum phir bhi hum ne duniya bhar ke zahr piye

itni kaDwahaT hai munh mein kaise miThi baat karen

hum ne sab ko muflis pa ke toD diya dil ka kashkol

hum ko koi kya de dega kyun munh-dekhi baat karen

hum ne kab ye gur sikha hum Thahre sidhe-sade log

jis ki jaisi fitrat dekhen us se waisi baat karen

RECITATIONS

Azra Naqvi

Azra Naqvi,

00:00/00:00
Azra Naqvi

hum koi nadan nahin ki bachchon ki si baat karen Azra Naqvi

Source :
  • Book : Goonj (Pg. 102)
  • Author : Aziz Bano Darab Wafa
  • Publication : Educational Book House, Aligarah (2009)
  • Edition : 2009
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have exhausted your 5 free content pages. Please Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now