Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

galiyon ki udasi puchhti hai ghar ka sannaTa kahta hai

Ghulam Mohammad Qasir

galiyon ki udasi puchhti hai ghar ka sannaTa kahta hai

Ghulam Mohammad Qasir

galiyoñ udāsī pūchhtī hai ghar sannāTā kahtā hai

is shahr har rahne vaalā kyuuñ dūsre shahr meñ rahtā hai

ik ḳhvāb-numā bedārī meñ jaate hue us ko dekhā thā

ehsās lahroñ meñ ab tak hairat safīna bahtā hai

phir jism ke manzar-nāme meñ so.e hue rañg na jaag uTTheñ

is ḳhauf se vo poshāk nahīñ bas ḳhvāb badaltā rahtā hai

chhe din to baḌī sachchā.ī se sāñsoñ ne payām-rasānī

ārām din hai kis se kaheñ dil aaj jo sadme sahtā hai

har ahd ne zinda ġhazloñ ke kitne jahāñ ābād kiye

par tujh ko dekh ke sochtā huuñ ik sher abhī tak rahtā hai

galiyon ki udasi puchhti hai ghar ka sannaTa kahta hai

is shahr ka har rahne wala kyun dusre shahr mein rahta hai

ek KHwab-numa bedari mein jate hue us ko dekha tha

ehsas ki lahron mein ab tak hairat ka safina bahta hai

phir jism ke manzar-name mein soe hue rang na jag uTThen

is KHauf se wo poshak nahin bas KHwab badalta rahta hai

chhe din to baDi sachchai se sanson ne payam-rasani ki

aaram ka din hai kis se kahen dil aaj jo sadme sahta hai

har ahd ne zinda ghazlon ke kitne hi jahan aabaad kiye

par tujh ko dekh ke sochta hun ek sher abhi tak rahta hai

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Ghulam Mohammad Qasir

Ghulam Mohammad Qasir

Ghulam Mohammad Qasir

Ghulam Mohammad Qasir

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Nomaan Shauque

galiyon ki udasi puchhti hai ghar ka sannaTa kahta hai Nomaan Shauque

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now