Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

chahe kuchh ho zer-e-ehsan apni nadari na rakh

Hamid Mukhtar Hamid

chahe kuchh ho zer-e-ehsan apni nadari na rakh

Hamid Mukhtar Hamid

chāhe kuchh ho zer-e-ehsāñ apnī nādārī na rakh

pattharoñ se bhar ke ye shīshe almārī na rakh

jang jiite ki haare ye alag ik baat hai

zehn-o-dil par ḳhauf dushman magar taarī na rakh

aaḌī tirchhī kuchh lakīreñ mileñgī shaam tak

shahr ke chaurāhe par apnī fankārī na rakh

ye buzurgoñ ravā-dārī ke pazhmurda gulāb

ābiyārī chāhte haiñ in meñ chingārī na rakh

hai tire insāf terī tarāzū se vaqār

baaT halke hoñ to aage chiiz bhī bhārī na rakh

zindagī ke aa.ine aab hai 'hāmid' ḳhudī

apnī sāñsoñ se judā ehsās-e-ḳhud-dārī na rakh

chahe kuchh ho zer-e-ehsan apni nadari na rakh

pattharon se bhar ke ye shishe ki almari na rakh

jang tu jite ki haare ye alag ek baat hai

zehn-o-dil par KHauf dushman ka magar tari na rakh

aaDi tirchhi kuchh lakiren hi milengi sham tak

shahr ke chaurahe par tu apni fankari na rakh

ye buzurgon ki rawa-dari ke pazhmurda gulab

aabiyari chahte hain in mein chingari na rakh

hai tere insaf ka teri taraazu se waqar

baT halke hon to aage chiz bhi bhaari na rakh

zindagi ke aaine ki aab hai 'hamid' KHudi

apni sanson se juda ehsas-e-KHud-dari na rakh

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now