Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apni ana ki aaj bhi taskin humne ki

Iqbal Sajid

apni ana ki aaj bhi taskin humne ki

Iqbal Sajid

apnī anā aaj bhī taskīn ham ne

bhar ke us ke husn tauhīn ham ne

lahje tez dhaar se zaḳhmī kiyā use

paivast dil meñ lafz sañgīn ham ne

laa.e ba-rū-e-kār na husn o jamāl ko

mauqa.a thā phir bhī raat na rañgīn ham ne

bhar ke dil maut pe rone diyā use

pursā diyā na sabr talqīn ham ne

dariyā sair karne akele chale ga.e

shām-e-shafaq aap tahsīn ham ne

apni ana ki aaj bhi taskin hum ne ki

ji bhar ke us ke husn ki tauhin hum ne ki

lahje ki tez dhaar se zaKHmi kiya use

paiwast dil mein lafz ki sangin hum ne ki

lae ba-ru-e-kar na husn o jamal ko

mauqa tha phir bhi raat na rangin hum ne ki

ji bhar ke dil ki maut pe rone diya use

pursa diya na sabr ki talqin hum ne ki

dariya ki sair karne akele chale gae

sham-e-shafaq ki aap hi tahsin hum ne ki

Source :
  • Book : kulliyat-e-iqbaal saajid (Pg. 125)
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now