Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aap ki yaad aati rahi raat bhar

Makhdoom Mohiuddin

aap ki yaad aati rahi raat bhar

Makhdoom Mohiuddin

Interesting Fact

Film: Gaman (1978)

aap yaad aatī rahī raat bhar

chashm-e-nam muskurātī rahī raat bhar

raat bhar dard sham.a jaltī rahī

ġham lau thartharātī rahī raat bhar

bāñsurī surīlī suhānī sadā

yaad ban ban ke aatī rahī raat bhar

yaad ke chāñd dil meñ utarte rahe

chāñdnī jagmagātī rahī raat bhar

koī dīvāna galiyoñ meñ phirtā rahā

koī āvāz aatī rahī raat bhar

aap ki yaad aati rahi raat bhar

chashm-e-nam muskuraati rahi raat bhar

raat bhar dard ki shama jalti rahi

gham ki lau thartharaati rahi raat bhar

bansuri ki surili suhani sada

yaad ban ban ke aati rahi raat bhar

yaad ke chand dil mein utarte rahe

chandni jagmagati rahi raat bhar

koi diwana galiyon mein phirta raha

koi aawaz aati rahi raat bhar

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Ahmed Jahanzeb

Ahmed Jahanzeb

Feroz Akhtar

Feroz Akhtar

Chaya Ganguly

Chaya Ganguly

Makhdoom Mohiuddin

Makhdoom Mohiuddin

Unknown

Unknown

Unknown

Unknown

Vithal Rao

Vithal Rao

Unknown

Unknown

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Nomaan Shauque

aap ki yaad aati rahi raat bhar Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now