Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baĔhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aadmi hun wasf-e-paighambar na mang

Tahir Faraz

aadmi hun wasf-e-paighambar na mang

Tahir Faraz

MORE BYTahir Faraz

    aadmī huuƱ vasf-e-paiĔhambar na maaƱg

    mujh se mere dost merā sar na maaƱg

    ye to mumkin hai ki sar de deƱ magar

    ham faqīroƱ se koī patthar na maaƱg

    aib meƱ dāįø³hil ho fankārÄ« jahāƱ

    vaqt ke patthar vahāƱ aazar na maaƱg

    ho sake to aks lauTā de mujhe

    aa.ine mujh se mirā paikar na maaƱg

    jin ko nīƱdoƱ kī na ho chādar nasīb

    un se įø³hvāboƱ kā hasīƱ bistar na maaƱg

    aadmi hun wasf-e-paighambar na mang

    mujh se mere dost mera sar na mang

    ye to mumkin hai ki sar de den magar

    hum faqiron se koi patthar na mang

    aib mein daKHil ho fankari jahan

    waqt ke patthar wahan aazar na mang

    ho sake to aks lauTa de mujhe

    aaine mujh se mera paikar na mang

    jin ko nindon ki na ho chadar nasib

    un se KHwabon ka hasin bistar na mang

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now