Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ata Abidi's Photo'

Ata Abidi

1962 | Patna, India

Journalist and poet, known for his children litrature

Journalist and poet, known for his children litrature

Ata Abidi

Sher-o-Shayari 8

zarūrat Dhal ga.ī rishte meñ varna

yahāñ koī kisī apnā kab hai

zarurat Dhal gai rishte mein warna

yahan koi kisi ka apna kab hai

aaj bhī 'prem' ke aur 'krishn' ke afsāne haiñ

aaj bhī vaqt jamhūrī zabāñ hai urdu

aaj bhi 'prem' ke aur 'krishn' ke afsane hain

aaj bhi waqt ki jamhuri zaban hai urdu

  • Share this

sabr had bhī to kuchh hotī hai

kitnā palkoñ pe sambhālūñ paanī

sabr ki had bhi to kuchh hoti hai

kitna palkon pe sambhaalun pani

adab zindagī meñ jab na aayā

adab meñ itnī mehnat kis liye hai

adab hi zindagi mein jab na aaya

adab mein itni mehnat kis liye hai

koī bhī ḳhush nahīñ hai is ḳhabar se

ki duniyā jald lauTegī safar se

koi bhi KHush nahin hai is KHabar se

ki duniya jald lauTegi safar se

Ghazal 11

Nazm 11

Paheli 10

BOOKS 14

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Khwaab ki Dilli

sapne me.n raat aa.ii dillii Ata Abidi

Koi bhi khush nahi hai is khabar se

Ata Abidi

Pas e Deewar Hujjat kis liye hai

Ata Abidi

Saanson ke taqqub mein heraan mili dunya

Ata Abidi

Tamasha zindagi ka roz o Shab hai

Ata Abidi

Tirgi shamma raah guzar main aai

Ata Abidi

Tujhko khiffat se bachalu paani

Ata Abidi

Audios 7

ko.ii bhii KHush nahii.n hai is KHabar se

pas-e-diivaar hujjat kis liye hai

saa.nso.n ke ta.aaqub me.n hairaan milii duniyaa

Recitation

More Authors From "Patna"

Recitation

Speak Now