Ghalib duniya mein waahid shaa'ir hai jo samajh mein na aaye to dugna maza deta hai.

Azaad shaa'iri ki misaal aisi hai jaise baghair net tennis khelna.

Aakhir kab tak adeeb eik naakaara aadmi samjha jaayega. Kab tak shaaer ko eik gappein haankne waala mutasawwar kiya jaayega, kab tak hamaare literature par chan khud-gharaz aur hawas-parast logon ki hukmuraani rahegi. Kab tak?

-
Tags : Exploitationand 3 more
She’r kitna hi fuzool aur kamzor kyun na ho, use khud kaatna aur hazf karna itna hi mushkil hai jitna apni aulaad ko badsoorat kahna ya zamboor se apna hilta hua daant khud ukhaadna.