Mujhe amn se mohabbat hai, mujhe jang se nafrat hai, magar mujhe us jung se bhi amn ki tarha mohabbat hai jo insaan apni aazaadi, apni izzat aur malik ki baqa ke liye ladta hai.

Murgh ki aawaaz uski jasaamat se kam-az-kam sau-guna ziyaada hoti hai. Mera khayaal hai ki agar ghode ki aawaaz isi munaasibat se hoti to taareekhi jangon mein top chalaane ki zaroorat pesh na aati.