husn tera kabhi gul aur kabhi mahtab hua
husn terā kabhī gul aur kabhī māhtāb huā
kabhī ā.īna kabhī mahr-e-jahāñ-tāb huā
dil-e-betāb mirā reg-e-ravāñ kī sūrat
tere dīdār kī shabnam se na sairāb huā
husn tera kabhi gul aur kabhi mahtab hua
kabhi aaina kabhi mahr-e-jahan-tab hua
dil-e-betab mera reg-e-rawan ki surat
tere didar ki shabnam se na sairab hua
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 149)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.